Your time starts …Now ? Iran has took his first step towards its decline. Once compromise is the name of compromise for ever.
Kaneez Zahra says
Salam brothers specialy brother Orya;
What do you say about "Hudaibya Pact” of Holy Prophet (PBUH)? Was that an obvious retreat? As Hazrat Omar Farooq said at that point "I was never so much doubtful to Prophethood of Muhammad (PBUH) as i felt myself at this time of pact”!!!
But Allah said in Sura Fath "We have given you a great victory and increased the faith of faithfuls”
So Hudaibya pact was a strategic move not a retreat! Iran has also made a tactful move that all the world has accepted the right of enrichment for all peaceful uses not bowed to arrogants, at times even Allah ordered Prophet Musa (PBUH) to speak softly with Phiroh and at times when exceeded the limits was punished severely! why not you are unable to see the other side of coin!!!
regards
Nuhammad Ali Rafsanjani says
Islami inqilab does not come with terrorism in masses, bur it comes by changing minds of the masses about following Islam. Once this is set forth, an Islamic community comes into existence and this Islamization of minds continues, Islamic regime come into existence and hence an Islamic country where people follow Islamic laws accordingly. That’s what how Prophet Muhammad PBUH spread Islam. There are very few laws which has to be imposed by Islamic regime but slamic rules applies to one’s ownself, forinstance, fasting, prayers, help others, zikrullah etc. The laws to be imposed by Islamic shari a are few, for example, death penalty, stoning, and theft. There is no penalty for not praying or fasting etc. For such mental islamization, we need a leader who can provokepeople towards islam, what is deficient on this earth at this time.
Muhammad Ali Rafsanjani….
aqeel haider says
نومبر کو جنیوا میں ایران اور ’’بڑی طاقتوں‘‘ کے درمیان ایرانی جوہری پروگرام سے متعلق طے پانے والے عبوری معاہدے کے بعد یوں محسوس ہو رہا ہے کہ ایران امریکہ تعلقات کا تناؤ کچھ کم ہوگیا ہے لیکن اس معاہدے کو دو طرفہ تنازعات کے خاتمے کی گارنٹی سمجھنا قبل از وقت اور سیاسی خوش فہمی کے مترادف ہوگا۔ ایران کی طرف امریکہ کے نرم رویے سے ناراض بہت سی قوتیں مذاکرات کا یہ عمل رکوانے کے لئے سرگرم نظر آرہی ہیں۔ متحدہ عرب امارات، اردن، مصر اور سعودی عرب جیسے امریکہ کے اتحادی ممالک اس معاہدے سے نالاں ہیں۔ اس کیفیت میں شام، عراق اور پاکستان سمیت کئی دوسرے ممالک میں ایران اور خلیجی ممالک کی پراکسیوں کے مابین تصادم اور فرقہ وارانہ خون ریزی میں کمی کی بجائے اضافہ ہو گا۔ دوسری طرف اسرائیل کے وزیر اعظم نیتن یاہو نے بھی اس معاہدے کی مذمت کرتے ہوئے اس کو ’’امن کے لئے خطرہ‘‘ قرار دیا ہے تاہم امریکی کانگریس میں اسرائیلی لابی کی مخالفت کے باوجود امریکی سامراج کی انتہائی کمزور عسکری اور معاشی کیفیت نے اسے وقتی مصالحت پر مجبور کیا ہے۔
چھ ماہ کا یہ عبوری معاہدہ ایران او ر مغربی طاقتوں کے درمیان 35 سالہ تلخیوں کے بعد دو ماہ سے کم مدت کے مذاکرات کے تین راؤنڈز کے بعد طے پایا ہے۔ معاہدے کے مطابق ایران یورینیم کی افزودگی کو 5فیصد سے کم پر محدود رکھے گا، عالمی انسپکٹروں کو روزانہ کی بنیاد پر جوہری تنصیبات کی جانچ پڑتال کی مکمل اجازت حاصل ہو گی اور ایران پلوٹونیم کی افزودگی نہ کرنے کا پابند ہو گا۔ ان شرائط کی پاسداری کے عوض ایران پر چھ ماہ میں کوئی نئی اقتصادی پابندی نہیں لگائی جائے گی، 7ارب ڈالر کی اقتصادی پابندیاں ختم کی جائیں گی اور 28یورپی ممالک ’’چند ہفتوں‘‘ میں مزید پابندیوں کے خاتمے کا فیصلہ کریں گے۔
اگر معاہدے کی تفصیلات کا جائزہ لیا جائے تو پتا چلتا ہے کہ یہ شرائط نئی نہیں ہیں۔ فنانشل ٹائمز کے مطابق ’’2003ء میں صدر محمود احمدی نژاد کی حکومت کے ساتھ ہونے والے مذاکرات میں بھی یہی شرائط پیش کی گئیں تھی لیکن یہ مذاکرات 2005ء میں امریکہ کی اس ضد کی وجہ سے ناکام ہوگئے تھے کہ ایران یورینیم کے زخیروں میں مزید اضافہ نہ کرے۔‘‘ یہ سوچ بھی غلط ہے کہ اقتصادی پابندیوں کے ذریعے ایران کو شرائط ماننے پر مجبور کیا گیا ہے۔ پچھلے سالوں میں پابندیوں کی شدت کے باوجود 2005ء میں 3000 سنٹری فیوجز کے مقابلے میں ایران کے پاس آج 20000 سنٹری فیوجز موجود ہیں اور یورینیم افزودگی کی رفتار بھی کئی گنا بڑھ چکی ہے۔ معاہدے طے پانے کی اصل وجہ یہ ہے کہ امریکہ کا گھمنڈ اور رعونت 2005ء کی نسبت کہیں کم ہوچکی ہے۔ عراق، افغانستان اور پھر شام میں امریکی سامراج کی ذلت و رسوائی اور امریکی معیشت کا بڑھتا ہوا بحران اس کی سفارتی پسپائی کا باعث بنا ہے۔
ABDUL QAYYUM says
Dear Orya sb:As slam mo alakum:Faham farsat surf moman ki maraj ha.bahatreen tarazay hukamrani ummar farooqi ha. dunyavi heriss o tummah tabahi ki bunyad ha.sahtan insano jin say Allah ki panah mango.mamlat deals kar tay hoiay Quran hadias say astafadia hasil karoo.issi miantumam ummat ki bahtri ur balie ha.
Fayaz Nooor says
To be nuetral , Our Gateway Saudi Arabia to kai saloon say America ka hami hai, Kahawn hai , un ki quran fehmi, Umar Farooq ki tarz ki hukumrani ? America hameesha dost bana kr dost ko mar daita hai , aur ham tajziyaay hi likhtay rehtay hain. Practical =Zero
Zain Ul Abideen says
the question arises;where Pakistan stands while a new making and breaking is going on in the world??? how cud Paki leaders think of international politics while they cud not think of their own people,alas!
Abdullah says
Mr. Orya Maqbool Jaan, i appreciate ur thought provoking column but let me say that u have missed many points here… First of all Islamic Revolution in Iran is against the weapons of mass destruction like Atom Bomb and from the day one Supreme Leader of Iran and other officials have mentioned in their statements the uranium enrichment is completely peaceful. Since many years Iran is on discussion table with world powers and now have succeeded to convince them that their uranium enrichment program is not harmful for anyone because it is against philosophy of Islam.. So what i think is that Islamic Revolution in Iran is still in safe hand and they have not lost anything till date..
Tanvir Abbas says
Bhai sahb iman aur apnay iman ko hazir nazir jan kar aik bat ka jawab dain………..iran ne 35 sal tamam dunya se takkar li means taghooti taqato se takkar li unhain aik sacha musalman honay ka saboot dia unkay her napak azaem kay agay kharray rhe even abhi tak yeh atomic bomb walay issue tak aur america ka drone iran main giranay se le kar her tarah ka issue unho ne khud sirf apni base per lara aur apni economy samait apnay mulk ka bhi bera gharaq karwaya…apni economy ko crash karwaya pabandia lagwa kar……even aik oil ki wja se he wo mulk chal rha tha sari dunya ne jis main tamaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaaam naam nehad muslimano kay thekedar mulk bhi shamil thay unho ne iran se kisi bhi kisam ki trade se inkar kar dia….saudia se le kar qatar aur uae se kar turkey takkkkkkkkkkk… kisi bhi muslim country ne iran ka sath na dia OIC nami aik stupid tanzeem bana rakhi hai in mumalik ne jis ne aaj tak kisi muslim mulk ki koi amdad nahi ki maghrib kay khilaf..iran kay logo ne bhook kati pyasay rhe businessman logo ne arbo ka nuqsan kia lekan datay rhe to kya is sab kay bawajood koi bhi mulk kitna arsa chal sakta hai…kon apnay bacho ko bhooka pyasa marta dekh sakta hai kon apnay bacho ko berozgar dekh sakta hai…kisi begherat nam nehad islami mulk ne iran ki support nahi ki lanat hai is pakistan pe bhi…..wo yeh moahida na kartay to kya pakistan ki tarah bheek mangty…aur wese bheek bhi kisi ne nahi deni thi q k sab kay sab america kay ghulam hain….iran ne 40 sal tak pabandia le le kya hasil kia hai uskay jese he UAE aur tama arab mulk sirf oil honay ki waja se kahan se kahan pohnch gae hen …islam ka theka sirf iran he kiun uthata…is bat ka jawab lazmi dena Orya maqbool jan sahb ap to wese he saudia kay pithoo hain
Abdul Majeed Khan says
AOA, janab ORIYA MAQBOOL SB, ap nay jo tajzia kia ha,wo 100% drust nai ha q k islami inqilab iran ab bhi wali faqih k hathun mein ha r wo aisa adil alim ha k inshallah is k asrat bhi sulah hudabiya r sulah imam hasan a.s jaisay hun gay, ap nay in muzakirat ka tajzia to ker dia ha lakin kabhi ap nay yeh nai likha k taliban ki jang to america k sath ha lakin taliban agar hamlay kertay han to musalmanun per. iran k himaytun per, itnay arsa say iran per pabandiyan lagi rehein kabhi kisi islami mulk nay iran ki himayat ki, balkeh akela america say nabard azma raha, kabhi ap nay Arab mumalik ko bhi nasihat ki k wo q america ki jholi mein baithay huy han, ap sahafi han ap ko to insaf kerna chahy, abhi in muzakirat ko 2 din huy han ap nay jhat fatwa day dia k iran ameica ka himayti ho gia, kuch bhi nai ho ga inshallah sulah huddabiya ki tarah fatah musalmanun ki ho gi r wo bhi irani musalmanun k zariya, ap k taliba r arab mumalik to musalmanun ko kamzor r america ko mazboot ker rahay han kabhi ap nay socha is baat ko, nai sochein gay q k ap ghair janibdar sahafi nai han balkeh aik talibani fikr k hamil sahafi han , agar koi sakht alfaz likhay gay hun to muaaf kerna, thanks
Syed Abid Hussain says
Salamunalikomam
App ka tajziyah padker maloom hota hay ki jinab ki west ern media kay hi samenay zanoy adab tah ker kay donya barki khaber laytay hay. Wager na app is chiz ko bekhobi dark kersaktey they ki yeh iran hi hay joo kahraha tah ki Atom banana islami noqte nazar say tikh nahi hay hay aur jis wilayat faqih ki bonyad ko kamzor kernay ki bat ker rahey hoo onhoo nay Is baray may kaye saloon pahlay fotwa diya hay ki atom boom banana bi Islami shariyat kay motabik harm hay ajj almi istemar ney isbat ka khod say kabool kiya ki iran atom bom nahi banana chahraha hay aur apni kaye saleh hatdarmi say kinarah kashi ki. Yeh quraan ka farman hay Qul JA AL HAQ O WA ZAHAQAL BATIL INAL BATILA KANA ZAHOOQA
syed abid hussain
srinagar
Zeeshan Shah says
Oriya pa g cigret hoo gee aap k pass … pa g khuda k liye koom ko truck ki batti k peechay mat lagain … aap naay kabhi yeh bhi kaha hai k aap bhi ussi istamari nizam ka hissa hain jis ko angrez naay hum par musalat kiya yahi apna civil service … pa g tareekh parh kar tu main bhi bohat kuch keh diya karta hoon … koi vision dain na aap koom ko … ek zara angrezi kamzoor hai meri … aur angrezi aadab ka mutala bhi aap ka gehra hai … acedia, vainglory … nahi laga aisa kuch kaheen aap ki tehriron main … jhooly lal
Masi Musebatay says
well said Mr M Jan,same is true on our land, what if our ulma e deen restudy our books of ahadeets and all stuff which is source of enmity between two sects should be removed,so that we could behave like one nation.secondly we should keep our relation with U S as friend, not as master.
Farhat Aziz says
Maqbool saheb !!! an excellent reflection from you… is article ko parh kar zehan sochne par majboor hai k maslaki masail ki buniyad pe itni talkhi q hai .. jb k America ke talwe chatne me koi sahram nhi ??? Maslaki ikhtelaf ke bawojood "One Nation” ki tameer mumkin hai .
Unknown says
Janab Oriya Maqbool sahib , sab sy pehly to aap ko wallayet-e-Faqih k asal tarjma sy roshnaas hona parry ga uss k baad aap ko deegar Irani policies ki samjh aa saky gi , mehaz nazrayati dushmani ki khatar aap Islami Inqalab par chy mangoiyaan karty achy nahi lagty , Walayet-e-Faqih sirf aik naara nahi jo k kisi mu’ashry main qawaneen k nafaaz ki khatar lagaya geya ho ya lagaya jata ho …walayet-e-Faqih khudai nazam k tasalsal ka name hay , yaani Hazrat Adam (a.s) sy aghaz hony waly hadayet-e-bashri k nizam ka tasalsal hay
yeh aik daqeeq mozo hay jisy aik 2 lines main smaitna mumkin nahi , dosri baat yeh hay k jaisy aik maqoola mash’hoor hay k Gunah sy nafrat karo gunah gaar sy nahi …..bilkul issi trah amrica , amrica ki awaam , aur amrica k policies main zameen asmaan ka farq hay jahan tak USA vs Iran dosti muahida ki baat hay to iss main 2 batain hain aik to yeh baat kisi musaddaqa zaraye sy tasdeeq nahi ho saki aur dosra yeh k bilfarz aysa howa b hay to Islamic Idealogy jo k Islami Inqalab Iran ki asal base hay kabi b kisi b sorat sehoni wa taghoti loby sy hath nahi mila sakti iss trah to islam k sath sath insaniyat sy b ghadari ho gi aur jis inqalab ki base hi islamic idealogy par ho wo kabi b sehoni jholi main nahi jaa sakta …yeh baat teh hay
amrica hakomat sy apny jughrafiyaai mufaad ki khatar hath milany ka matlab yeh har giz nahi ho sakta k sehoni wa ta ghooti policies sy hath milaya jaa raha hay …waisy b Mr.Orya aap ka choun k Iran sy nazriyati ikhtelaaf hay iss liye aap k qalam sy hamaisa Iran k KHilaaf shouly hi niklain gy
yaad rakhiye k aap k qalam sy nikalny waly shouly Iran k khilaaf nhi balky Islam k khilaaf hain , q k Iran main aany wala Inqalab Irani nahi balky Islami hay aur jab tak iss kaynaat main Islam ka wajood hay tab tak iss Islami Inqalab ko koi khatra nahi hay …bass abb aap pakistan k halaat ki fikar kijiye ….mumkin hay yahan b Insha’allah aap ko aik Inqalab daikhny ko mill jaye …bass aap zara tausab k aynak utaar kar daikhainy to aap ko kafi sy ziyada "haryali” nazar aye gi …..ur ye "haryali” ussi Islami Inqalab ka samar hay jis k baary aap harza sarai kar rahy hain k dam torr raha hay …
ok fee amaan allah
Jahanzeb Ali says
to sir aap ka mulk b to dosti kiay hue hai america shaitan se is k bare mein sochein zara
Quratulain says
they have not retreated but they are making thinkers like us feel thet that have 🙂
abid says
mohtram Orya, aap shayed sulah hudaibiya ko bhool gaye yeh waqt ka taqaza hai kabhi jang aur kabhi na chahte hue sulah, islam se achi siyasat kon sikhaye ga humein sirf akre rehne ka nam islam nahin hai
KAMRAN JABBAR says
Bhai Logo Is Artical par serf do log he comments kar rahay hay ik wo log jo IRANI ke support may bat kar rahay hay or ik wo log jo IRAN k against bat kar rahay hay Yaha ko bhe Pakistan Ke bat nahe kar raha hay. Bat ik sedhee c hay k har country apnay apnay mafad par gam zan hay to is Artical par masluk ko base bana q argu kar rahay hay Plz stop and hum logo nay to deen – e – islam ko apnay apnay personal makaseed ke hosool k lya use kar start kar dya hay to koe bhe maslaak ka muslim q dosroo ko wrong kha raha hay Sudia Aribia waloo nay jo Amerca ke gholamee 50 years phalay start kar de the or ab IRANI ab gholamee ke lya ready hay to galat ky kya hay……Thinks kon sahe hay kon galat ya batanay ke ab zarorat nahe hay ……Ap sahe hay to sach ka sath day ager……Jhotay or makkar log always sach ka samna karnay or sach bolnay say dartay hay…..
Asif says
OMJ sirf ek baat kahonga k agar ye muahida Iran ya Irani qom k liey kisi bhi terhan sy negative hoota tu Isreal es muahidy sey naa khush na hoota ap ney sahayd Isreal ka wawela nahe dekha jis sy ye baat sabit hooti ha k Iran ko es muahidy sey kisi kism ka koi nuqsaan nahe hoa balky Iran ny apna poit of view dunya sey manwa lia ha.
Asif
Khi.
Naukaar says
We Muslims are so naive, this not rocket science or a hard nut to crack, Within 10 years, the American / Iranian hidden conspiracy for this region will be opened by shocking integrations of almost three more Shia Countries on the face of this globe…….

مرگ مرگ