sir,very nice and apriciated column mujy muaf kr dena,both the part,why our leaders are not to think about pakistan and specially its current situation,they are only intrested to complete their tenour.we feel shame to see to the progress of our ldrs
Ismail Ibrahim Baloch from Gwadar says
salam and solute sir! mai aapka bada chahne wala ho sir wo isliye ke aap haqiqat munh pe bolte hai chahe wo jitna bada criminal ya gernel karnel ya politician q na ho. aap hamesha sach bolte hai maghar badqismati se Pakistan mai ab sache logo ki kami hai jo log sach bolte hai unko mardiya jata hai ya threat karke is mulk se bhagaya jata hai. aaj inhi seyasi lotero ki ghalat policiyo ki waja se quom pe aafat nazil hai. zulm apne logo pe karke haqiqat ko chupate hai aur ilzam ghairo pe lagate hai. aaj bilkusus balocho mai jo tashweesh pahi jati hai shaid tareek mai baloch aise nahi the aaj ar ghar mai FC logo ko utha ke per unke tashadud lashe pehnkte hai jo aheen ki kelaf warzi karte hai maghar unko jante hai per b politicians band munh bete hai. khair maine kuch zeyada boldiya maghar sir mai aapko bhaut respect karta ho ke aap ek nidar insan hai maghar apna kayal rakna warna per kal ghaddar ka lakab b jaldi diya jata hai is mulk mai.. aapka mashkoor
سوفیصدمتفق
لخلعنت
ایسی
جمہوریت
پر