Sir ,I am totally agree with you.loss of business is a loss of whole family including children.it is a (fitna)and should be stopped with iron hands.
Waheed Rabani says
Talat bhai ye masla siwae is k kabhi hal nahi hoga k freqain ki qiadat ko adadalat talab kre aor un k khadshat-o-tahafozat sun kr aik asool wazeh kre.
Hazrat sahaba kiraam R.A ki shan mn tmam gustakhana mawad fil for zabt kraya jae.
Msatmi joluson ko chardewari tk paband kiya jae
Kisi b taqreer aor tehreer jis mn hazrat sahaba kiraam ki gustakhi sabit ho us k zimadar ko phansi ya umar qaid ki saza sunai jae
Aor is trah k deegar awamal ko aaini sath pe likha aor mana jae
Waheed Rabani
Media me ba shamol aap ke aksariyat Shia ki he . suni ka qatal dikana firqawariyat he .shia ka qatal dikana mazlomiyat ?. danishwar sahib kiya khanjarbardar jaloos Kis Islaam me he ? Nhi ye sirf yazeedi maslak ka paisha he
nouman saeed says
maray bhai column parh k comment kia karen na k bina parhay apni raey ka izhar takay ham jasay sunnion ko apki asi jahilana soch ki wajah sai tamaskhar ka nishana na banna paray.Allah sieen apko naik hidayat dain.Ameen.
Atif Rehman Khattak says
electronic media murda baad
IkramUllah Hasrat says
Awam main Inteshar payda kia hain
mudassar agha says
Media ko coverage say ROK deya gaya media walo ko Mara gaya lay kin koi nahe Bolte raha Q is wastay k media main shia ka control hey koi khabar nahe katnay muslamno shaheed kar deya gaya agar shia k sath waqya hota tu poray Pakistani media nay as man sat pay Utah layna tha
Nadeem says
Mohtram Talat Hussain yeh mulk wohi kaat raha hai jiski fasal aaj se chand saal pehlay Geo Tv nay boi thee aur taqreeban sara media aur sahafi uski peravi kar rahay thay. Sahafat nay ek be imaan judge ka saath de ker usay hero bana ker awam ko yeh yaqeen dila ker keh agar yeh judge na raha to mulk se insaaf khatam ho jaaega ya ye aagaya to mulk main insaaf aam aadmi ki dehleez tuk pohanch jaaega phir sub nay dekha kia hoa aur kia ab tuk ho raha hai . Is main to koi shak naheen keh pehlay fauj siyasi hukoomaton ka takhta palat ker aa jati thee jis main zahir hai khe sahafion ki ooper ki aamdani band ho jaati thee jo amooman jamhori hukoomaton main hi mumkin hoti hai,,, plot permit bangla gaari aur deegar maraa’t aur ab to khair se paanchon ghee main hain chalain is se bhi hamain sarokaar naheen magar kam az kam apna kaam to durust anjaam detay magar kaisay detay jub paisay hi le ker kisi ke haq main aur khilaf likhna hai to phir zameer ke mutabiq kaisay lilkh saktay hain bulkeh zameer reh bhi kahan gaya hai … aapko main un sahafion main to naheen shumaar kerta magar ek chana kia bhaarh jhonkay ga jub aaway ka aawa hi terha ho.
Bohat zulm kia aap logon nay is be imaan judge ki himayat kar ke jub ke usko Musharraf na coruption ke charges per hataya tha aur be imaan adliya nay aaj tuk is baat ki koi tehqeeqaat na ki keh jo charges lagaaye thay woh sahi thay keh ghalat yeh alag baat ke baad main media nay hi bataya keh woh sub ke sub durust thay baitay keh hawalay se haan adlia nay yeh faisla zaroor saadir ker dia keh President ko yeh ikhtiyaar naheen keh woh kisi judge ko faarigh kar sakay ,,,, aaien aur qaanoon kia kehta hai main naheen jaanta magar ajeeb baat lagti hai keh ek supreme court ka judge corruption karay to usay hataya bhi naheen ja sakta ….phir pichlay paanch saal se zardari hukoomat ke aap pura media shor machatay rahay aur adlia bhi PPP hukomat ke haath dho ker peechay par gai ikhlaqi aur gher ikhlaqi ,, aaaini aur gher aaini sub ikhtiaraat istemaal kiye gaya magar PPP ki hukoomat nay 5 saal bhi puray kiay aur corruption bhi rach kar ki,,, main sochta hoon keh aakhir adlia aur media ke isqadar sakhti aur jaanibdaarana rawaiye ke baad kaisay PPP 5 saal bhi puray kar gai aur corruption se bhi peechay na hati ,,, jawab yehi milta hai keh na adlia mukhlis thee jo woh kerti nazar aa rahi thee aur na media …sub maal bana rahay thay mulk main inteshar phela rahay thay aur kuch naheen ….. is mulk ka ajab nizaam hai ,,, koi kisi judge ko kuch naheen keh sakta ,,, saray wakeel aur judge unite ho ker road per aa jtay hain ,,, koi kisi sahafi ko kuch naheen keh sakta sub kawwon ki tarah ek zaban bolnay lagtay hain aur corrupt se corrupt sahafi aur media house ki jaan bachatay hain kisi fauji ko kuch naheen kaha jasakta …. sirf zulm hai to awam per …aur ab to awam nay bhi tareeqay dhoond hi liay hain …yeh mulk ab sirf naqshay per hi reh gaya hai ,,, magar dar asal ab mulk raha naheen jinki majboorian hain woh is mulk koi sanbhal ker is hud tuk hi rakhna chahtay hain keh unki rotiyaan lagi rahen werna mulk wulk se kisi ko koi hamdardi naheen tamam baray siayastdaan, baray fauji, baray judges aur baray sahafi sub ka paisa mulk se baahir hai kisi kuch naheen stake per mulk main nazar aa rahay hain jub tuk mazay hain jub bura waqt aaega to bhaag niklengay …
m. sohail abbasi says
ma to sirf itna kaho ga ka hamara janwaro wala rawaiya to dekho dushman ko sirf kharay ho ka ek pathar marnay ki zarorat hoti ha baki kam hum pa chor do ka kis traha ek dosray pa yazeedi or kafir ka fatway lagatay hai phir masjeed or immam bargha ko jalatay hai ek dosray ka sir katatay hai…..hamari to misal he nai milt… hum ummati Muhammadiyia ha na…. gustha rasool ki saza sirf ghair mazhab walo ka liya ha hum apnay rasool ki kitnji gustakhi kartay hai kya humay sab maf hai…. mazrat ka sath gustakhi sirf yeh nai ka kisi ko bura bhala kaha jay…. Nabi do jaha Hazrat Muhammad (S.A.W) ki talimat per amal na karna or us ka munafi chalna b gustkahi ha… mantay to sab hai Hazrat Muhammad (S.A.W) ko b Hazrat Ali (R.A) ko b Immam Hussain (R.A) jo sardar suhdha ha un ko b per afsos un ki ek b nai manta har kisi na islam ki apni defination ki ha…… Allah Allah Allah…… hamray nabi apni ummat ka yeh hal dekh ka kitni takleef ma ho ga…
Athar Abdul Karim says
LOVE U JAVED CHAUDHRY,. .MEDIA KI KHAMOSHI KIS KI HAMAYT KI TARAF ISHARA KAR RAHI HAI
abdullah khan says
jazakallah talat bhay apne haq bat kehkar allah k han jawab dehi se bach gae kash hamare tamam maktabe fikar k uloma ke dilon wosat ajae warna age tabahi hi tabahi he sab k lie
Mani_hashmi says
mostly the people from sunnis and shia me know are peaceful people… until yet ..rwalpindi incident looks mistake of both sides ,,in which over reaction / zulm /tyranny was done bye people in jaloos… its the start of unstoppable usless fight between both sects … Dua k ye insaaf/justice k sath end hojaye. aameen
Renu says
I totally agree with you Talat, it is almost impossible disagreeing your point of view, I relay feel that our government and media is not doing right in hiding the picture, 70% of the nation even do not know that what took place there, someone should stand up and take the nation in confidence, culprits should be identified and sacked as per the state law, all anger will go down.
M.Ashraf Choudhry says
A great change. Top analysts are exhausted and allof them should go on annual leave to have fresh ideas.
salman says
I think this is true but whtat a comman man can do.my first and last queston is ..is this must to travel in bazar,on main roads..can shia perform there religios cermonies in grounds,big plqses.wherr they wil be safe ……
Hassan says
Hazoor Ka farman hai . Muashra Kufr per zinda rahaiy sakta hai Lakin Beinsaafi per nahin .
Humain Pakistan mein bhi Saudi Arabia or Daigar Arab mumalik ki tarhan Sakht kawaneen Nafiz kerna hongaiy takaiy Muashraiy mein Insaaf ko baradasti hasil ho warna hamara Anjaam unkareeb hai .